HomeBloggingBlog Ke Facebook Page Ko Blog Me Kaise Add Kare

Blog Ke Facebook Page Ko Blog Me Kaise Add Kare

Facebook Page Ko Blog Me Kaise Add Kare Poori Jankari Hindi Me

फेसबुक पेज को ब्लॉग में कैसे ऐड करे पूरी जानकारी हिन्दी में

Website Ya Blog Par Facebook Page Kaise Lagate Hai – Yah Post Un Logo Ke Liye Special Hai Jinke Paas Apna Khud Ka Website Ya Blog Hai. Waise To Blog Ya Website Ek Aisa Online Manch Hai Jaha Par Apne Gyan, Vicharo, Thoughts, Knowledge Etc Ko Share Karte Hai Taaki Hmare Dwara Likhe Gaye Post Ko Adhik Se Adhik Log Padhe Aur Di Gayi Jankari Ko Jaane.

Aise Me Yadi Aapke Paas Apka Khud Ka Blog Ya Website Hai To Aap Chahe To Apne Facebook Page Ke Jariye Bhi Apne Post Ko Share Kar Skte Hai Aur Logo Ko Apne Facebbok Ke Jariye Ape Blog Se Jodkar Bhi Rakhkar Skte Hai To Aise Me Ek Website Ya Blog Ke Liye Facebook Page Ka Kya Mahatva Hai, Pahle Iske Baare Me Aayiye Jaante Hai Fir Iske Baare Apne Website Ya Blog Par Facebook Page Kaise Lagayege Iske Baare Me Jaanege.

ब्लॉग के फेसबुक पेज होने के फायदे

Blog Ya Website Ke Facebook Page Hone Ke Fayde | Benefit Of Facebook Page Of Blog Or Website Know In Hindi

Facebook PageAapko Bata Hi Honga Ki Facebook Ek Aisa Social Media Hai Jo Aaj Ke Time Me Sabse Jyada Popular Hai Aapke Aas Paas Ka Har Koi Vyakti Facebook Par Jarur Active Rahta Hai To Aise Me Aap Blog Likhte Hai To Facebook Ke Jariye Jyada Se Jyada Logo Ke Bich Apne Post Share Kar Skte Hai To Ek Blogger Ke Liye Facebook Page Ke Bahut Saare Fayde Hai Jo Ish Prakar Hai.

1 – Facebook Page Ke Jariye Apne Blog Ka Facebook Ka Page Bana Skte Hai

2 – Jab Aap Apne Blog Ka Facebook Page Baante Hai To Jab Aapka Blog Bahut Popular Honga To Log Nischit Hi Aapke Blog Ko Facebbok Par Search Karege Aise Me Yadi Aapka Facebbok Page Hai To Nischit Apke Chahne Wale Aapke Readers Aapke Page Ko Like Karke Aapke Facebook Blog Page Se Jud Jate Hai

3 – Jab Aap Apne Blog Par Koi Naya Post Likhte Hai Aur Ush Post Ka Link Apne Facebook Page Par Share Karte Hai To Jitne Bhi Log Aapke Page Ko Like Kiye Rhte Hai Time Milne Par Aapke Saare Likers Apke Post Link Ke Jariye Aapke Blog Ya Website Par Aate Hai Jisse Aapke Pageview Badhte Hai Jisse Aapka Blog Aur Popular Hone Ki Disha Me Aage Badhta Hai

4 – Jab Apka Facebook Page Honga To Nischit Hi Ise Aap Apne Blog Par Bhi Like Karne Ke Liye Laga Sakte Hai Jisse Jo Koi Bhi Aapke Blog Ko Visit Karta Hai Use Yadi Aapka Blog Ya Website Pasand Aata Hai To Nischit Hi Wah Aapke Facebook Page Ko Bhi Like Karta Hai Jiske Baad Apke Facebook Page Par Share Kiye Hue Post Ki Notification Uske Facebook Update Ke Dwara Milta Hai Jisse Wah Aapke Blog Ko Bhi Link Ke Jariye Visit Karta Hai.

5 – Adhikatar Log Jab Aapke Facebook Page Se Judte Hai To Yadi Aapka Blog Best Topic Par Post Likhte Hai Yah Post Logo Ko Pasand Aata Hai To Nischit Hi Aapke Facebook Page Ke Share Link Ko Bhi Log Jyada Se Jyada Share Karte Hai Jiske Baad Aapko Apke Blog Ke Liye Naye Naye Visitor Milte Hai Jo Ki Aapki Hi Blog Ki Traffic Me Increase Dikhayi Deta Hai.

To Dekha Aapne Facebook Page Se Blog Ko Kitne Fayde Milte Hai Aise Me Aap Bhi Jaldi Se Apne Facebook Id Se Apne Blog Ki Page Jarur Bana Le.

Fir Blog Ki Page Banane Ke Baad Aayiye Jante Hai Ki Blog Ya Website Par Facebook Page Kaise Lagate Hai.

फेसबुक पेज को ब्लॉग में कैसे ऐड करे

Facebook Page Ko Blog Me Kaise Add Kare Details In Hindi | How To Add Facebook Page On Website Or Blog Know In Hindi

Jab Aap Apne Facebook Page Ka Page Bana Lete Hai To Uske Baad Apne Blog Par Ush Page Ko Kaise Lagate Hai Ki Jisse Apki Website Par Visit Karne Par Log Aapke Facebook Page Ko Bhi Like Karege To Aayiye Facebook Page Ko Blog Ya Website Par Lagan Eke Tips Aur Tarike Hindi Me Details Se Jante Hai.

1 – Facebook Page Ko Blog Par Show Karne Ke Liye Sabse Pahle Apne Web Browser Yaani Google Chrome Ya Internet Ke Jariye Facebook Page Pluging Open Kare. Facebook Page Plugin Open Karne Ke Liye Yaha Facebook Page Plugin Par Click Kare.

https://developers.facebook.com/docs/plugins/page-plugin/

2 – Ab Facebook Page Plugin Open Karne Ke Baad Niche Image Jaisa Aapko Dikhayi Deta Hai To Apne Facebook Page Par Jaane Ke Liye Pahle Se Hi Facebook Me Login Kar Le Ya Yadi Login Nhi Kiya Hai To Right Side Me Login Option Se Apne Facebook Account Me Login Kar Skte Hai

3 –Jaise Hi Aap Facebook Page Plugin Ke Diye Link Me Click Karte Hai To Aapko Open Image Me Facebook Page Url Dikhayi Deta Hai Jisme Aap Apne Facebook Page Ko Open Karke Apne Page Ke Url Ko Copy Karke Yaha Paste Kar De.

Example Ke Liye Apke Page Ka Url Kuchh Ish Tarah Dikhayi Deta Hai –

Https://Www.Facebook.Com/Example

Yaha Jaha Par Example Show Ho Raha Hai Waha Aapke Page Url Me Apke Page Ka Naam Dikhayi Deta Hai Yaani Aapne Jis Naam Se Page Banaya Hai Apke Page Url Me Aapke Naam Dikhayi Deta Hai

4- Facebook Page Url Daalne Ke Baad Aapka Page Niche Dikhayi Dene Lagta Hai Fir Anya Option Ko Choice Ke Ausaar Select Kar Skte Hai

5 – Ab Last Me Aapke Facebbok Page Plugin Ka Code Paane Ke Liye Get Code Option Par Click Kare Aur Iske Baad Ek Naya Browser Window Open Hoga Jise 2 Box Me Link Dikhayi Denge Jo Ki Aapke Facebook Page Plugin Ka Link Hai Aap In Dono Link Ko Copy Kar Le

6 – Facebook Page Plugin Ka Link Copy Karne Ke Baad Aap Apne Blog Ke Dashboard Me Login Kare Aur Fir Apne Widgets Option Me Jakar Insert Text Kare

7 – Fir Widgets Me Khali Text Me Facebook Page Plugin Ke Copy Link Ko Yaha Paste Kare Aur Fir Use Publish Kare De .

Ab Aapka Facebook Page Aapke Blog Par Jud Chukka Hai Ab Jise Aapka Blog Pasand Aayega Wo Aapse Judne Ke Liye Aapke Facebook Page Ko Bhi Jarur Like Karege Aur Ish Tarah Aapke Readers Ki Sankhya Bhi Badhti Jayegi

Final Words –

To Aap Sabko Apne Blog Ya Website Ke Liye Facebook Page Add Karne Ke Bare Me Aapko Pata Chal Gya Honga To Ab Aap Bhi Apne Blog Apr Sundar Sa Facebbok Page Bnakar Jyada Se Jyada Logo Ke Sath Judte Chale Jayiye Aur Yadi Aapko Bhi Hmara Website Aur Post Pasand Aaye To Hmare Facebook Page Ko Like Aur Share Karna Na Bhule…..

Share करे
RELATED ARTICLES

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here