HomeTechnologyAndroid Mobile के टॉप 10 Best Trick और Excellent Tips

Android Mobile के टॉप 10 Best Trick और Excellent Tips

Android Mobile Ke Top 10 Tips In Hindi

एंड्राइड मोबाइल के टॉप 10 टिप्स और ट्रिक्स

Aaj Ham Apko Android Mobile Ki Top 10 Trick And Tips Post Ke Jairye Android Mobile Ki Latest 10 Tips Batane Wala Hu Jisse Aap Apne Android Mobile Ki Bahut Si Problem Khud Se Thik Kar Sakte Hai Aur Sath Hi Aap Ye Trick Bilkul Free Bhi Hai So Aap Bahut Aasani Se Manual In Tips Ko Use Kar Sakte Hai

Agar Aap Android Mobile Use Karte Hai To Usme Kai Problem Face Hoti Hai Unko Solve Karna Bhi Bahut Jaruri Hai Jisse Ki Apka Mobile Best Performance De Sake Aur Bahut Hi Acche Se Apne Mobile Ko Manage Kar Sakte Hai Iske Liye Kuch Problem To Aapki Mobile Setting Me Thik Ho Jati Hai Aurr Kuch Feature Ke Liye Aapko Application Download Bhi Karne Hote Hai Jo Ki Ekdam Bilkul Free Hote Hai

एंड्राइड मोबाइल के बेस्ट 10 टिप्स और ट्रिक्स

Android Mobile Ke Top 10 Trick And Tips In Hindi

Android Mobile TipsTo Chlaiye Ish Post Ke Jariye Android Mobile Ke Top 10 Trick And Tips Ko Jante Hai

1 :- एंड्राइड मोबाइल का स्टोरेज स्पेस कैसे बढ़ाये

Android Mobile Ka Storage Space Kaise Badaye

Apne Dekha Hoga Ki Android Mobile Ka Storage Kayi Baar Full Ho Jata Hai Aur Bad Me Hame Koi File Ya App Etc Download Karne Ke Liye Apne Mobile Se Kuch Na Kuch Delete Karna Hota Hai Par Aaj Ham Apko Batayege Ki Bina Kuch Bhi Delete Kiye Aap Kis Tarah Apne Android Mobile Ka Storage Badha Sakte Hai

To Iske Liye Sabse Pahle Apne Device Ki File Open Kare Fir Ab Usme Android Ka Ek Option Hoga Usko Delete Kar Dijiye Aur Fir Baad Me Ap Dekh Sakte Hai Apka Storage Space Bad Jayega

2 :- मोबाइल की बैटरी क्षमता कैसे बढ़ाये

Increase Mobile Battery Life Tips in Hindi

Android Mobile Ki Sabse Badi Problem Battery Ki Hi Hoti Hai Kyu Ki Android Mobile Ki Battery Jaldi Hi Khatm Ho Jati Hai Par Agar Ap Chaho To Ek Application Ki Madad Se Apni Battery Ko Batter Bana Sakte Hai Iske Liye Ap Battery Doctor (Power Saver) App Download Kare  Isse Apki Battery Se Related Problems Solve Ho Jati Hai.

3 :- एंड्राइड मोबाइल को टीवी रिमोट की तरह कैसे उपयोग करे

Android Mobile Ko TV Remote Ki Tarah Use Kaise Kare

Agar Aap Chaho To Apne Android Mobile Ko TV Remote Ki Tarah Bhi Use Kar Sakte Hai Jisse Vo Apki TV Ko Puri Tarah Control Karta Hai Uske Liye Apko Apne Android Mobile Me Android Tv Remote Control Android Application Play Store Se Download Karna Hoga Usi Se Apka Mobile Remote Ki Tarah Kaam Karega Shuru Kar Deta Hai Jisse Aap Apne Mobile Se Hi TV Ko Control Kar Skte Hai

4 :- मोबाइल फाइल को कैसे छुपाये

Mobile File Ko Hide Kaise Kare

Kai Bar Ham Mobile Me Apne Secret File Ko Hide Karna Chahte Hai Iske Liye Aap Play Store Se Kayi Applicable Bhi Mil Jayege Jisse Ap Apne File Manager Ko Ko Bhi File Hide Kar Sakte Hai Par Ham Apko Bina Kisi App Ke File Hide Karne Ke Bare Me Batayege.

Aap Jis File Ya Folder Ko Hide Karna Chahte Ho Use Rename Karna Hoga Jaise Apka Folder ANDROID Name Se Hai To Use .Android Name Se Save Kar De Bad Me Check Kare Apki File Hide Ho Jayegi Aur File Dekhne Ke Liye Show Hidden File Par Click Kar Ke Folder Dekh Sakte Hai

5 :- एंड्राइड मोबाइल की RAM कैसे बढ़ाये

Android Mobile Ki RAM Kaise Badaye

Kai Bar Aap Koi Mobile Lete Hai To Uski RAM Kam Hoti Hai Aur Apko Kisi Bhi Vajah Se RAM Badhani Pad Sakti Hai To Kai Log New Mobile Lete Hai Par Ap Purane Mobile Ki RAM Bhi Bahut Aasani Se Badha Sakte Hai Iske Liye Aap Play Store Se RAM Expender App Download Kar Le Isse Ap Apne Mobile Ki RAM Bahut Aasani Se Bada Sakte Hai

6 :- वाई-फाई का पासवर्ड कैसे पता करे  

Wifi Ka Password Kaise Pata Kare

Agar Apke Mobile Me Net Pack Pura Ho Jaye Ya Ap Bina Net Pack Kiye Super-Fast Speed Me Net Use Karna Chahte Hai To Apko Apne Mobile Me Wifi Hacker Professional App Download Kar Le Isse Ap Apne Najdik Ke Kisi Bhi Wifi Ke Password Ko Hack Kar Ke Free Me Net Use Kar Sakte Hai

7 :- एंड्राइड मोबाइल में DSLR कैमरा कैसे बनाये

Android Mobile Me DSLR Camera Kaise Banaye

Agar Apke Mobile Ke Camera Ki Quality Kharab Ya Low Hai To Ap DSLR Camera Ki Madad Se Bahut Aasani Se Apne Android Camera Se High Quality Photo Aur Video Le Sakte Hai Iske Liye Ap Apne Mobile Me DSLR Camera Pro App Download Kar Le Aur Usse Use Karke Aap High Quality Image Bana Sakte Hai

8 :- एक साथ कई सारे मिस कॉल कैसे करे

Ek Sath 1 Second Me 20 Miss Call Kaise Kare

Kai Bar Aap Apne Friend Ko Shock Karna Chaho To Ye Tarika Bahut Accha Hai Isse Koi Bhi Confused Ho Jayega Ki Aap Itne Fast Itne Sare Miss Call Kaise Kar Rahe Hai Iske Liye Ap Apne Mobile Me Tak Zang App Download Kare Isse Ap Ek Sath Kai Sare Miss Call Ek Sath Kar Payege.

9 :- एंड्राइड मोबाइल को कंप्यूटर कैसे बनाये

Android Mobile Ko Computer Kaise Banaye

Agar Aap Apne Mobile Ko Computer Banana Chahte Hai To Ap Bahut Aasani Se Ye Kam Kar Sakte Hai Uske Liye Ap Apne Mobile Me Window Launcher Application Download Kar Le Isse Apke Mobile Ki Screen Same Computer Aur Laptop Ki Tarah Dikhai Jati Hai

10 :- प्ले स्टोर में Paid App फ्री में कैसे डाउनलोड करे

Play Store Se Paid App Free Me Download Kaise Kare

Aapne Kayi Bar Dekha Hoga Ki Koi App Download Karne Ke Liye Payment Karne Ka Option Aata Hai Aur Jab Tak Aap Payment Nahi Karte Tab Tak Aap Vo App Download Nahi Kar Pate Iske Liye Ap Apne Android Mobile Me Blackmart App Download Kar Le Isse Ap Bahut Aasani Se Kisi Bhi File Ko Free Me Download Kar Sakte Hai

To Aapko Hamari Jankari Kaisi Lagi Hame Comment Kar Ke Jarur Bataye Aur Ish Kuchh Puchna Chahte Hai To Hme Comment Jarur Kare Aur Aapko Ye Tricks Acche Lage To Ish Psot Ko Share Bhi Jarur Kare.

Share करे

RELATED ARTICLES

1 COMMENT

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here