1 Mobile Me 2 Facebook Account Kaise Chalaye
एक मोबाइल में दो फेसबुक अकाउंट कैसे चलाये पूरी जानकारी हिन्दी में
Agar Aap Apne Android Mobile Me Facebook App Se Facebook Chalate Hai To Ek Mobile Me 1 Facebook Hi Chal Paata Hai. Aur Aise Me Aapke Pass 2 Facebook Account Hai Aur Dono Facebook Account Ek Sath Chalana Chahte Hai To Iske Liye Aapko Har Account Ko Baar Baar Login Aur Sign Out Bhi Karna Padta Hai Aise Me Aap Sochte Jarur Honge Ki Aakhir Ek Hi Mobile Me 2 Facebook Kaise Chala Sakte Hai To Chaliye Ish Post Ke Jariye Aap Sabko Ek Hi Mobile Me Do Facebook Baar Baar Login Kiye Bina Aasani Se Chala Sakte Hai.
एक मोबाइल में दो फेसबुक कैसे चलाये
1 Mobile Me 2 Facebook Kaise Chalate Hai Hindi
Agar Aap Apne Ek Hi Mobile Me 2 Facebook App Ke Jariye 2 Facebook Chalana Chahte Hai To In Step Ko Acche Se Fallo Karke Aap Bhi Apne Android Mobile Me 2 Facebook Account Ek Sath Chala Sakte Hai To In Step Ko Dhyan Se Padhte Hue Fallow Kare Jisse Aapka 2 Facebook Chalane Ke Liye Login Aur Signout Ka Time Bhi Bachata Hai.
एक मोबाइल में दो फेसबुक कैसे चला सकते है बेस्ट ट्रिक्स
Ek Mobile Me 2 Facebook Account Kaise Chala Sakte Hai Trick In Hindi
1 – Ek Mobile Me 2 Facebook Account Chalane Ke Liye Aapke Paas 2 Facebook Account Ka Hona Jaruri Hai, Yadi Aapke Paas 2 Faceook Account Hai To Acchi Baat Hai Yadi Nahi Hai To Aap 2 Facebook Chalana Chahte Hai To 2 Facebook Account Bana Le Aur Un Dono Ka Facebook Id Aur Password Yaad Kar Le.
2- Iske Baad Aap Apne Mobile Me Google Play Store Se Facebook App Download Karke Apne 1 Facebook Id Aur Password Se Login Kar Le Jisek Baad Aapka Phla Facebook Account Activate Ho Jata Hai.
3 – Ab Dusre Facebook Chalane Ke Liye Sabse Pahle Aap Google Play Store Me Jayiye Aur Waha Waha Par Parallel Multi Space App Search Kare Aur Fir Parallel Multi Space App Show Hone Ke Baad Use Install Kar Le.
4 – Parallel Multi Space App Install Ke Baad Usko Open Kare Jisme Aapko Add + Ka Option Show Hoga To Jisme Aapke Wo Sare App Show Honge Jo Aapke Mobile Me Pahle Se Hi Install Hai To Fir Aap Add Button Ke Jariye Facebook App Ko Select Kar Le Jiske Baad Apka Facebook App Parallel Multi Space App Me Add Ho Jayega
5 – Fir Ab Aap App Parallel Multi Space App Me Add Facebook App Ko Open Kare Aur Usme Aap Apne Dusre Facebook Account Aur Password Ko Daal Kar Login Kar Le. Ish Parkar Ab Aap Ek Hi Sath Ek Hi Mobile Me Do Facebook Account Chala Sakte Hai
To Dekha Aapne Kitna Aasan Hai Apne Ek Hi Mobile Me Do Facebook Chalna. To Aise Me Aap Bhi Do Facebook Chlaana Chahte Hai To Ish Post Ke Bataye Trick Se Aap Bhi 2 Facebook Account Baar Baar Login Kiye Bina Aasani Se Chlala Sakte Hai
एक मोबाइल में दो फेसबुक कैसे चला सकते है Latest ट्रिक्स
Ek Mobile Me 2 Facebook Account Kaise Chalaye Latest Trick In Hindi
यह तरीका बहुत ही आसान है इसके लिए आपको अपने प्ले स्टोर से Facebook Lite App download करना है और फिर अपने दुसरे ID और Password के जरिये लॉग इन करके अपने एक ही मोबाइल में दो फेसबुक बहुत ही आसानी से चला सकते है.
Final Words :-
Jaisa Ki Hamne Upar Post Me Bataya Hai Ki 1 Mobile Me 2 Facebook Account Kaise Chalaye, Yadi Aapko Yah Trick Dusre Ko Batana Chahte Hai Aap Bhi Ish Post Ko Facebook, Whatsapp Ya Anya Social Media Par Share Kar Skte .
इन पोस्ट को भी पढे :-
- Apple से जुड़े Amazing रोचक तथ्य
- Browser को फ्रीज होने से कैसे रोके Browser Freeze Problem
- Computer और Mobile से अपने फ़ोन को Root कैसे करें
- Google Assistant क्या है इसे कैसे प्रयोग करे और इसके फायदे
- Google पर इन चीजों की सर्च करना हो सकता है हानिकारक
- Hacker Hardware Tools आपके Websites को कैसे हैक करती है
- Hacker’s आपके Data पर कैसे Attack करते हैं Hacking Attacks से कैसे बचें
- Instagram के Video और इमेज कैसे डाउनलोड करें
- Notepad के अनजाने और उपयोगी Tips और Tricks
- Online Friendship के Best Social Media Platforms
- Operating System क्या है इसके प्रकार, Components और सर्विसेज की जानकारी
Sunder article sir jee